Search This Blog

This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Islami Talimat Aur Jinsi Zindagi (Sexual Life In Islam)

Islam ek mukammal zabta e hayat hai jiss ney apney paero kaaro'n ko zindagi kay har shobey mein rehnumaee fraham ki hai. "Jinsi Zindagi" (sexual life) insaani zindagi ka ahem tareen pehlu hai. Chunancha Allah ney Hazrat Adam kay sath Amma Hawwa ko paeda farmaya. Quran Majeed mein irshad hai kay, "uss ney tumharey liye tumhari hi jins sey biwiya'n bana'een ta'kay tum unn kay paas sukoon hasil karo" (Surah Rome Ayat 21) Isi liye Allah kay nabi ney farmaya kay nikah meri sunnat hai jiss ney iss per amal na kiya woh hum mein sey nahin. Hazrat Muhammad ney ek aur jagah farmaya "Allah haq baat kehney sey nahin sharmata". Chunancha Quran mein jinsi zindagi kay ahem usolo'n maslan shaadi (marriage), mubashrat (intercourse), mubashrat kay tariqey (sex positions), mani (seminal fluid), rehem e madar, haez (menses),
hamal (pregnancy) aur uss kay mukhtalif adwaar, bachey ki paeda'esh, zina (adultery) aur hum jinsiyat (homosexuality) waghaera ka zikr hai. Doosri taraf Allah kay nabi ney bhi bari tafseel kay sath jinsi zindagi kay mukhtalif pelu per roshni daali hai. Bud qismati sey hum mein sey aksar log iss sey aagaah nahin. Khushgawar azdawaji zindagi kay liye ilm ki zaroorat hai. Kisi ney khoob kaha hai kay 'Knowledge is power and sexual knowledge is super power' chunancha merey khayal mein Pakistan mein har fard ko jinsi ta'aleem ki zaroorat hai.

Umar aor Sex k barey mai Galat Mafroozat

2 Baar Mubashrat (Intercourse) Sey 1 Saal Umer (age) Kam Hojati Hai?

Hamid mera ek naujawan mareez tha. Jiski haal hi mein shadi hui. 4 months guzarney kay bawajood woh abhi tak mubashrat na kar saka. Shuru mein hamid ko mardana kamzori ka masla tha. Baad mein woh theek hogaya to phir biwi kay masley ki wajha sey azdawaji ta'alluqat qaim na kar saka. Junhi hamid mubashrat (Intercourse) ki koshish karta uski biwi ka sara jism akarr jata aur uski vagina ka munh bilkul band ho jata aur hamid dakhool (penetration) na kar sakta. Aurton ki iss beemari ko vaginismus kaha jata hai. Talaq tak ki nobat pohonch gaee. Magar hamarey 5 sessions kay baad inka kaam ho gaya. Uski biwi yehi lafz istimal karti hai. Ek session mein hamid ney mujh sey pucha kay ab 2 bar mubashrat (Intercourse) karney sey insan ki age 1 year kam ho jati hai. Mein ney pucha kay tumko kisney bataya. Iss ney kaha kay iss kay walid ney isko musalsal 2 bar mubashrat (Intercourse) karney sey mana kya hai kyun kay iss sey age kam ho jati hai. Yeh bhi ek na maqool mafrooza hai. Jiski koi scientific haqeeqat nahi. Aksar naujawan shaadi kay initial months mein ek raat mein 3 sey 4 bar mubashrat (Intercourse) kar letey hain jis sey kisi tarhan ka koi nuqsan nahi hota. (Mobeen: Hyde)

Mubashrat (Intercourse) Jitni Kam, Umer (age) Utni Zyada?
Hamarey yahan ek dilchasp sexual misconception hai kay husband wife jitna kam mubashrat (Intercourse) karein gey inki umer (age) utni hi lambi hogi. Doosrey alfaz mein mubashrat jitni zyada hogi umer utni hi kam hojaey gi. Hamarey yahan zyada ter isi usool per amal kya jata hai aur mubashrat (Intercourse) sey perhaiz kar kay umer ko zyada karney ki koshish ki jati hai. Phir bhi hamarey yahan average age 56 sey aagey nahi barhti hai. Dusri taraf developed countries mein hamarey muqabley mein bohut zyada mubashrat (Intercourse) hoti hai magar wahan per average age 70 years sey zyada hai. West mein iss mozou per bohut research ho chuki hai. Jis sey yeh dilchasp haqeeqat saamney aaee hai kay woh log jo kam mubashrat (Intercourse) kartey hain inki age unn logon sey kam hai jo zyada mubashrat kartey hain. (Time)
60 Saal Kay Baad Jinsi Jazbat Aur Jinsi Quwwat Khatam Hojati Hai?
Doosrey bohut sey mafrozon ki tarhan yeh bhi ek nehayat ghalat aur ahemaqana mafrooza hai jiski koi haqeeqat nahi. Age barhney kay sath sath insan kay jinsi amal mein kuch tabdeeliyan aa jati hain. Tahem agar insan ki general sehat theek hai to woh martey dam tak mubashrat (Intercourse) kay qabil hota hai. Famous actor Charlie Chaplin 80 saal ki age mein ek week mein 3 ya 4 bar sex (mubashrat) sey luft andoz hota tha.
Hite ki report sey bhi yeh baat samney aaee hai kay baaz 80 years kay mard ek week mein 4 sey 5 baar mubashrat (Intercourse) kar letey hain. Ek aur survey sey maloom hua hai kay 37% old age Americans week mein 1 bar mubashrat (Intercourse) zaroor kartey hain. Baaz mard 60 saal ki umer kay baad ek din mein 2 bar bhi mubashrat (Intercourse) kar letey hain. Ek sey zyada researches sey yeh baat samney aaee hai kay aam log old age mein sex sey zyada lutf andoz hotey hain. (Hyde) albatta burhapey mein tanau (erection) zara der sey hota hai. Naujawan aadmi 3 sey 5 seconds mein tanau (erection) hasil kar leta hai. Jab kay 50 years ki age mein tanau (erection) kay liye dugna time aur 70 saal ki umer (age) mein 3 guna time chahiyie. Baaz auqat biwi ko husband kay penis ko stimulate karna parta hai. Tanau (erection) bhi jawani ki nisbat kam hota hai magar insan dakhool (penetration) kay qabil hota hai. Achi baat yeh hai kay insan ko inzal (ejaculation) per nisbatan zyada control hota hai. Baaz auqat inzal (ejaculation) hota hi nahi. Yeh sab kuch normal hai. Iss tarhan aurton kay vagina mein secretion zara der sey ati hai jo kay jawani mein jald aa jati hai.
Old age mein mardon aur aurton ka jinsi hormone ki miqdaar 30 years ki age kay muqabley mein kam ho jati hai. Jinsi hormone ki kami ki wajah sey insan ki jinsi khwahish(libido) aur tanau (erection) mein qadrey kami ho jati hai. Magar yeh hormone kabhi khatam nahi hotey aur insan martey dam tak sex (mubashrat) aur bachey paeda karney kay qabil hota hai. (Hyde) Albatta 5% mardon kay jinsi hormone testosterone ki kami zara zyada hojati hai jiski wajha sey enhai tanau (erection) nahi hota.
Yeh kami testosterone ley kar puri ki ja sakti hai. Magar iss hormone ka baghaer kami kay lena nuqsan deh hota hai. Ek recent research ka mutabiq 80% sey zyada age ka healthy afraad mein 65% mard aur 30% aurtein jinsi tor per active hai. (Hyde)

Kiya Boorhon (Old Age) Ko Sex Ki Zaroorat Nahi?

Merey ek sathi mahir e nafsiyat Syed Sabir Hussain ney apna ek case merey sath discuss kara. Barey miyan shadeed tanhaee aur depression ka shikar thay. Nafsiyati elaj kay doran maloom hua kay inki biwi bhi hayat hain aur issi ghar mein mojood hain magar donon alag alag rooms mein sotey hain aur donon tanhaee ka shikar hai. Hamarey yahan bad qismati sey samjha jata hai kay old age parents ko sex ki zaroorat nahi. Jiski wajah sey inn becharon ko mubashrat (Intercourse) kay liye tanhaee nahi milti. Awwal to donon ko alag rooms mein sona parta hai ya phir maa (mother) ek son kay pass rehti hai aur father doosrey son kay pass. Iss tarhan donon na sirf jinsi lutf sey mehroom rehtey hain bul kay shadeed tanhaee ka shikar ho kay waqt sey pehley hi maut ki wadi mein gum ho jatey hain. Bohut si researches sey yeh baat sabit ho chuki hai kay old age logon ko bhi aam jawanon ki tarhan sex ki zarorat hai. Kyun kay bharpoor jinsi zindagi sey na sirf sehat behter hoti hai bul kay age mein bhi izafa hota hai. Iss kay elawa mardon mein arthritis, prostate aur heart attack kay masail bhi kam ho jatey hain. Lehaza zehni sukoon, achi sehat aur lambi umer kay liye old age logon ko week mein ek bar zaror mubashrat (Intercourse) sey luft andoz hona chahiyie.
Agar koi old age insan taqreeban 60 days tak mubashrat (Intercourse) sey mahroom rahey to phir shayad hi kabhi dubara mubashrat (Intercourse) ka kabil ho sakai. Aik usul hai use it or loose it. (Hyde: Time)

Premature Ejaculation - Mardana Jinsi Kamzori

Sur'at e Inzaal (Premature Ejaculation) Mardana Kamzori Ki Alamat?
Aik research ka mutabiq America mein 75% mard 2.5 to 3.5 minutes mein inzal (ejaculation) hasil kar letey hain magar bohut sey log half minute mein hi ejaculate kar letey hain. Hamarey yahan premature ejaculation ka masla bohut aam hai. Aksar logon ka khayal hai kay premature ejaculation mardana jinsi kamzori ki alamat hai. Usually mardana taqat sey murad tanau (erection) liya jata hai. Mardon mein tanau (erection) ka
system alag hai aur inzal (ejaculation) ka alag. Donon ka aapas mein koi link nahi. Logon ko tanau (erection) hota hai lekin inzal (ejaculation) nahi hota. Dusri taraf kuch logon ko tanau (erection) nahi hota, magar inzal (ejaculation) ho jata hai. Lehaza premature ejaculation ka sabab mardana kamzori nahi iski wajah taqreeban hamesha nafsiyati hoti hai. (Hyde) Master and Johnson ki research sey maloom hota hai kay aisey logon ki pehli mubashrat jaldi mein ki gaee hoti hain. Baad mein conditioning ki wajah sey adat ban jati hai. Iss ka hal mushkil nahi. Hamari agli book "Azdawaji Khushyion" mein iss ka bohut sey hal bataey jaein gey. Waisey hum apney seminar/work shops mein bhi iss ka hal batatey hain. Yeh seminar Lahore mein aur Lahore sey bahir doosrey cities mein arrange kiye jatey hain. Yeh seminar/work shop group kay elawa individually bhi kya ja sakta hai.

Sex Tonic And Health - Jinsi Tonic Aur Taqat

Jinsi Tonic Aur Adviyat (medicine) Jinsi Taqat Mein Izafa Karti Hain?
Yeh mafrooza bhi bilkul ghalat hai. Kisi bhi qism ka sex tonic insan ki mardana jinsi quwwat mein mustaqil izafa nahi karta. Sex tonic yeh adviyat (medicine) ka sexual strength kay sath directly koi ta'alluq nahi. Naam nehad sex tonic 3 tarah sey kam kartey hain.
  1. Afioon ki tarhan insan ki mental state ko badal detey hain jiski wajha sey inzal (ejaculation) jaldi nahi hota.
  2. Penis mein khoon circulation ko zyada kar detey hain jis sey fard ko tanau (erection) ho jata hai.
  3. Penis ki nali mein irritation paeda kartey hain jis sey mard ko zyada lutf ata hai.

Doosrey alfaz mein koi bhi tonic ya adviyat (medicine) sexual strength mein mustaqil izafa nahi karti.
Darmiyani age kay afrad ki sexual desire (libido) aur performance ko zyada karney kay liye ek hormone testosterone istemal kya jata hai. Yeh bhi har insan kay liye suitable nahi. Yeh sirf inn 5 % afrad kay liye mufeed hai jinka testosterone level kam ho jata hai. Agar isko baghaer zaroorat kay liya jaey to iss sey cancer ho janey ka imkan hai.
Issi tarhan baaz auqat penis mein papaverine ka injection laga kar bhi tanau (erection) paeda kya jata hai jo kay zyada der tak bar qarar rehta hai. Agar yeh tanau (erection) 4 hours sey zyada rahey to khatarnak hota hai jis sey insan mustaqil tor per na mard ho sakta hai. Iss soorat mein insan ko fori tor per medical help ki zarorat hoti hai.

Male Potency Drugs - Mardana Quwwat Ki Adviyat

Mardana quwwat kay liye jitni bhi adviyat (drugs) hain yeh sab penis mein khoon circulation ko zyada kar kay tanau (erection) paeda karti hain. Inn mein viagra khas kar ma'aroof hai. Yeh aik achi dawa (drug) hai magar yeh bhi khud ba khud tanau (erection) paeda nahi karti bul kay iss kay liye sexual stimulation ki zaroorat hai. Mardana quwwat ki adviyat (drugs) har fard kay liye suitable nahi. Specially heart, kidneys, blood pressure kay patients kay liye yeh mohlik hai. Viagra sey ab tak ek andazey kay mutabiq 30 death ho chuki hain. Iss kay elawa yeh dawa hamesha kamiyab nahi hoti hai. Viagra ki kamiyabi ka ratio 80% hai. Iss hawaley sey ahtiyat ki zarorat hai. Sirf patent adviyat (drugs) hi estimal kari jain. Aaj kal herbal adviyat (drugs) famous horahi hain. Inn adviyat (drugs) mein sey aksar mein viagra hi shamil hoti hai. Magar aksar adviyat (drugs) ka asar nafsiyati hota hai. Weekly Times kay mutabiq ek bar phir yeh sabit ho chuka hai kay 90% sex insan kay dimagh mein hota hai chunacha aksar masail aur inn ka hal nafsiyati hota hai.
Mardon ney achi khoorak khaney kay bohut sey bahaney talash kar rakhey hain, aur khawateen barey shoq sey inko yeh khoorak mohaiyya karti hain kyun kay jinsi amal donon ka liye sukoon ka ba'is hai. Hamarey yahan har fard yeh samajhta hai kay khoorak ka mardana quwwat kay sath gehra ta'alluq hai. Iss kay liye hakeemon ney mardana quwwat ki khoorak ki achi khasi ek list banaee hai maslan yeh khayal kay mubashrat (Intercourse) sey pehley milk aur jalaibee aur fresh cream khaney sey mardana quwwat mein izafa hota hai aur mubashrat (Intercourse) kay baad milk peeney sey tawanai ki kami puri hojati hai. Khoorak (diet) kay hawaley sey bhi bohut research ho chuki hai magar abhi tak koi aisi khoorak discover nahi ho saki jo mardana quwwat mein ezafa karey albatta har woh khoorak jo general sehat kay liye achi hai wohi jinsi quwwat kay liye bhi mufeed hai issi tarhan woh khoorak jo sehat kay liye nuqsan deh hai woh jinsi sehat (sexual health) kay liye bhi nuqsan deh hai. Mardana quwwat kay liye low fat diet mufeed hai jo general sehat ka liye bhi mufeed hai. (Bechtel)

Musht Zani In Urdu - Masturbation - Musht Zani In Islam. Khud lazzati. Masturbation

 Misconceptions About Masturbation
26 sala Asif elaj kay liye merey clinic aaya. Masley ki tafseel batatey huey uss ney bataya kay woh bohut kamzor ho chuka hai. Din ba din uski mardana quwwat khatam hoti ja rahi hai aur ab woh biwi kay qabil nahin raha. Usey shadeed ehsaas e gunah bhi tha, ek baar khudkushi ki koshish bhi kar chuka hai. Uss ney bataya kay woh musht zani (masturbation) ka shikar hai aur koshish kay ba wajood isey chor nahin saka.
Mani (semen) kay ikhraj ka teesra aur ahem zarya khud lazzati aur musht zani hai isey hathrasi, dastkashi aur handpractice bhi kaha jata hai.

Khud lazzati aur musht zani mein ma'amooli sa farq hai. Khud lazzati sey muraad yeh hai kay fard mubashrat kay elawa kisi bhi aur tariqey sey mani kharij karey. Khud lazzati ka sab sey ahem zarya musht zani hai. Musht zani sey muraad apney hath sey ya kisi doosrey kay hath sey mani ka ikhraj karna. Ba'az mahireen (oral sex) mu'nh sey sex ko bhi khud lazzati mein shamil kartey hain. Yeh baat yaad rahey kay mani kay ikhraj sey roza toot jata hai aur fard per ghusl wajib ho jata hai. (mishkat)
Khud lazzati kay bohut sey tariqey hain sab sey aam to zakar (penis) ko hath sey mushta'el karna hai.
Magar ba'az log maq'ad (anus) aur peeshab ki naali mein koi cheez daakhil kar kay bhi jinsi lutf uthatey hain. Maq'ad aur peeshab ki naali mein koi cheez daakhil karna muhlik ho sakta hai. Iss sey har soorat bachna chahiyie. Mera ek client apni peeshab ki naali mein kabhi pencil, kabhi tinka daakhil kya karta tha.
Humarey haan sab sey zyada ghalat baatein (myths) musht zani kay hawaley sey mashhoor hain. Jinhon ney naujawan nasal ko pareshan kar rakha hai. Musht zani mein fard hath sey apni jinsi khwahish ko poora karta hai. Naujawan iss amal ko haftey mein ek ya do baar kar letey hain. Merey ba'az client rozana aur ba'az ek din mein 6 ya 7 baar tak kar letey hain. Mera ek shadi shuda client 24 ghanto'n mein 15 dafa tak karleta tha. Iss ney aisa kaee baar kya. Yani woh jagtey mein taqreeban har ghantey mein ek baar kar leta tha, woh abhi zinda hai, kaee bachon ka baap hai. Kitabon mein ek aisey fard ka bhi zikr milta hai jo har ghantey mein 3 ya 4 baar musht zani kar leta tha.
Hindustan, Pakistan mein naujawanon ka sab sey ahem masla musht zani hai. Yeh masla mardon mein zyada aur aurton mein kam hai. Mukhtalif researchers (muhaqqaqeen) kay mutabiq 95 ta 99% mard iss aadat ka shikar hain. Ma'aroof researchers sherry,hyte kay survey kay mutabiq 99% mardon ney kabhi na kabhi musht zani ki hai. Mashhoor mahir e nafsiyat Fryde ka khayal hai kay saarey mard kabhi na kabhi khud lazzati kartey hain albatta 95% iqraar kartey hain aur baqi 5% jhoot boltey hain. Magar research aur mera clinic ka tajurba fryde kay iss khayal ki tardeed karta hai yani 1% khud lazzati nahin kartey, Mein aisey logon sey waqif hun jinhon ney kabhi khud lazzati nahin ki albatta unko ehtelam khoob hota tha. Bohut sey bachey 10 saal ki umer sey pehley musht zani shuru kar detey hain. Ba'az bachey 6 maah ki umer sey musht zani karney lagety hain, albatta inka andaz baron sey mukhtalif hota hai maslan maan bachey ko nehaltey waqt jab uss kay zakar ko mul kar saaf karti hai to usey shahoot aa jati hai aur uska zakar akarr jata hai yani usey erection ho jati hai. Isi tarah aap ney dekha hoga kay 6, 7 maah ka bacha bister per leta apney akrey zakar sey khel raha hai (choti umer kay bachey agar apney zakar ko chaerein to unko daantney ki bajaey unki tawajjah kisi aur taraf kar dein) iss umer mein bachon ko jinsi lutf (orgasm) to hasil hota hai magar inzal nahin hota. Mani ka ikhraj ya baloghat kay ba'ad hota hai. Merey paas ek bacha laya gaya bachey ki umer 4 saal thi woh apney zakar ko maan ya baap kay jism sey ragerr kar suroor hasil karta. Yaad rahey kay bachey kop maan kay paet mein tanau (erection) ho jata hai. (Hyde)
Agarcha khud lazzati ka zyada ter shikar larkey hotey hain jin ki shadi na hui ho magar ab jadeed research sey ma'aloom hua hai kay shadi shuda mard bhi iss aadat mein mulawwis hain.
Mashhoor American muhaqqiq Kinsey ki research kay mutabiq America 70% shadi shuda graduate saal mein taqreeban 24 baar musht zani karletey hain yani ek maah mein do baar tak musht zani kay zaryey mard amooman 2 ta 5 minute mein inzal hasil karletey hain.
Jab kay aurtein 5 ta 10 minute mein jinsi urooj (orgasm) hasil karti hain.
Khud lazzati/musht zani (masturbation) kay hawaley sey humarey haan bohut sey gumraahkun aur ghalat tasawwuraat (myths) aur kahaniyan phaeli hui hain jin sey naujawan bohut zyada khaufzada hain magar woh shadi tak usey control nahin kar saktey.
Musht zani kay hawaley sey humarey naujawan do qism kay masail ka shikar hain.
  1. Jinsi, jismani aur zehni kamzori ka ehsaas aur khauf
  2. Shadeed ehsaas e gunah

Parlimani Mujray Book By Dr Akhtar

Parlimani-Mujray-BookRead this book "Parlimani Mujray"by Dr Akhtar Nawaz here.This Free Urdu Book reveals the secret sex affairs of Pakistani Parliament.Almost all the Politicians of Pakistan were found involved in immoral activties.Dr Akhtar Nawaz had nicely lifted the curtains from their hidden immoral activites.After reading this PDF Book everyone can get the truth of Pakistani parliamentarians.After 1947,the politicians of Pakistan are just enjoying their lustful life without caring the country.This book describes the affairs in details.Click Here To Download "Parlimani Mujray"
After reading this Urdu Book,the face of so called noble politicians of Pakistan can be seen clearly.A must read book for all Pakistanis.Download This Book Free Here.

Parlimani Mujray Book By Dr Akhtar

Parlimani-Mujray-BookRead this book "Parlimani Mujray"by Dr Akhtar Nawaz here.This Free Urdu Book reveals the secret sex affairs of Pakistani Parliament.Almost all the Politicians of Pakistan were found involved in immoral activties.Dr Akhtar Nawaz had nicely lifted the curtains from their hidden immoral activites.After reading this PDF Book everyone can get the truth of Pakistani parliamentarians.After 1947,the politicians of Pakistan are just enjoying their lustful life without caring the country.This book describes the affairs in details.Click Here To Download "Parlimani Mujray"

Tuhfa Dulha Book, Free Urdu Book for Husbands

Tuhfa-e-Dulha
This is really a nice Free Urdu Book for Husbands.This book "Tuhfa-e-Dulha"is a complete guidelines for muslim husbands.The book provides a complete guideline on responsibilties of being a husband and teaches how to run a successful marriage.If a husband can implement these rules on his life,marriage can be a heaven for him.A home will find the way to success if these rules are kept in mind.This Free PDF book is written in a
nice style for easy understanding and better learning.Check and download "Tuhfa-e-Dulha"free here.
Free-Urdu-Books
Enjoy reading this Urdu book after downloading it free.Click here to download "Tuhfa-e-Dulha Book"

Tuhfa Dulha Book, Free Urdu Book for Husbands

Tuhfa-e-Dulha
This is really a nice Free Urdu Book for Husbands.This book "Tuhfa-e-Dulha"is a complete guidelines for muslim husbands.The book provides a complete guideline on responsibilties of being a husband and teaches how to run a successful marriage.If a husband can implement these rules on his life,marriage can be a heaven for him.A home will find the way to success if these rules are kept in mind.This Free PDF book is written in a

Comparative Dental Morphology: Selected Papers of the 14th International Symposium on Dental Morphology

T. Koppe, G. Meyer, K. W. Alt, A. Brook, M. C. Dean, "Comparative Dental Morphology: Selected Papers of the 14th International Symposium on Dental Morphology, August 27-30, 2008, Greifswald, Germany (Frontiers of Oral Biology)"
Publisher: S. Karger AG (Switzerland) | ISBN 10: 3805592299 | 2009 | PDF | 202 pages | 2.3 MB

Teeth and their surrounding structures are exceptional sources for addressing significant questions in numerous disciplines. In this publication, an international, multidisciplinary team of researchers addresses important issues on current aspects of dental morphology research from evolutionary, anatomical, clinical and archaeological perspectives. In combining leading-edge methods of data acquisition and analyses, such as molecular analyses and highly advanced non-destructive imaging technologies, the book demonstrates how information about various aspects of dental morphology can be used to explore the evolution of vertebrate life histories, a subject most relevant to our own species. The chapters provide profound discussions on dental evolution, dental morphology, dental tissues, dental growth and development, as well as on clinical aspects of dental morphology. As a special feature, the publication provides new information about the role of teeth as tools in reconstructing the nature and behaviour of past populations.

This book will serve as an important reference for researchers of dental sciences, anatomy, evolutionary biology, paleoanthropology, paleontology, archaeology, prehistoric anthropology, comparative anatomy, genetics, embryology, and forensic medicine.

Comparative Dental Morphology: Selected Papers of the 14th International Symposium on Dental Morphology

T. Koppe, G. Meyer, K. W. Alt, A. Brook, M. C. Dean, "Comparative Dental Morphology: Selected Papers of the 14th International Symposium on Dental Morphology, August 27-30, 2008, Greifswald, Germany (Frontiers of Oral Biology)"
Publisher: S. Karger AG (Switzerland) | ISBN 10: 3805592299 | 2009 | PDF | 202 pages | 2.3 MB

Teeth and their surrounding structures are exceptional sources for addressing significant questions in numerous disciplines. In this publication, an international, multidisciplinary team of researchers

Andreasen, Bakland, Flores, "Traumatic Dental Injuries"

Publisher: Wiley | 2000 | ISBN 8716121279 | PDF | 64 pages | 32.1 MB

The scope of the book is to serve as a manual for general practitioners in dental traumatology and present a rational approach to examination, diagnosis and treatment to ensure the greatest chance for optimal healing.
In Traumatic Dental Injuries - A Manual, we present the highlights of dental traumatology in a format, which will serve as a reference for general practitioners and aid dental students in their studies.Each chapter is designed to describe the principles in the diagnosis and treatment of the specific traumatic dental injury, including treatment objectives, treatment parameters and long-term expectations based on existing long-term studies of various trauma entities.
As no type of dental trauma is 'perfect', a given injury type has been generated electronically by a medical artist in order to enhance similarities and differences between the various injury groups. Periodontal and pulpal healing for the given injuries are based on the recent long-term follow-up studies.
The consequences of inadequate examination and thereby inaccurate diagnosis can be either overtreatment or neglect of treatment where needed, which can result in serious healing complications and unnecessary expense to the patient and to the dentist.

Andreasen, Bakland, Flores, "Traumatic Dental Injuries"

Publisher: Wiley | 2000 | ISBN 8716121279 | PDF | 64 pages | 32.1 MB

The scope of the book is to serve as a manual for general practitioners in dental traumatology and present a rational approach to examination, diagnosis and treatment to ensure the greatest chance for optimal healing.
In Traumatic Dental Injuries - A Manual, we present the highlights of dental traumatology in a format, which will serve as a reference for general practitioners and aid dental students in their studies.

William J. O'Brien, "Dental Materials and Their Selection"

Quintessence Publishing (IL) | 2009 | ISBN: 0867154373 | 425 pages | PDF | 5,5 MB

Fundamental principles of material science are closely integrated with everyday dental practice in the newly revised edition of this classic textbook. Written in a practical, straightforward manner with the student practitioner in mind, this book presents the essential knowledge of material structure and properties. A glossary of terms and discussion questions are included with each chapter to help students focus on the concepts they will need as practicing dentists. Promoting problem-based learning through the use of real-life clinical scenarios, the authors show how to apply the framework of material science to restorative treatment plans. This didactic combination will enable students, technicians, and clinicians not only to select appropriate materials for various clinical situations, but to handle them correctly for optimum clinical performance.


William J. O'Brien, "Dental Materials and Their Selection"

Quintessence Publishing (IL) | 2009 | ISBN: 0867154373 | 425 pages | PDF | 5,5 MB

Fundamental principles of material science are closely integrated with everyday dental practice in the newly revised edition of this classic textbook. Written in a practical, straightforward manner with the student practitioner in mind, this book presents the essential knowledge of material structure and properties. A glossary of terms and discussion questions are included with each chapter to help

J. Sandy, A Clinical Guide to Orthodontics

British Dental Journal | Number Of Pages: 455 | Publication Date: 2004-12-31 | ISBN/ASIN: 0904588785 | PDF | 6,7 MB

Aimed at the practising clinician, but with material specifically in line with the General Dental Council’s curriculum guidelines The First Five Years, this book is also ideal for undergraduates. The authors take the clinician through the steps in assessing treatment need and planning treatment, including appliance selection and design. Additionally, and vitally for today’s practice, they also look at the potential risks involved in orthodontic treatment as well as examining facts and fantasies in this often difficult area of clinical decision making. The role of extractions, anchorage and impacted teeth are also considered in refreshingly practical detail with extensive illustrations for guidance. Professor Sandy and Dr Roberts- Harry have used their extensive experience to write a text of immense relevance to today’s dental professional.

J. Sandy, A Clinical Guide to Orthodontics

British Dental Journal | Number Of Pages: 455 | Publication Date: 2004-12-31 | ISBN/ASIN: 0904588785 | PDF | 6,7 MB

Aimed at the practising clinician, but with material specifically in line with the General Dental Council’s curriculum guidelines The First Five Years, this book is also ideal for undergraduates. The authors take the clinician through the steps in assessing treatment need and planning treatment,

Removable Partial Dentures: A Clinician's Guide (Restorative Dentistry)

Wiley-Blackwell | 2009-09-28 | ISBN: 0813817064 | 272 pages | PDF | 18 MB
From the Back Cover Removable Partial Dentures: A Clinician′s Guide is a highly practical step–by–step guide for the diagnosis, treatment planning, and manufacture of removable partial prostheses. Through its systematic approach, the book demystifies the clinical practice of these procedures, providing the practitioner with essential information on this common modality for partially edentulous patients. Evidence–based in its approach, Removable Partial Dentures also highlights useful literature and explains the biological principles, applying this information to the dental practice.

This clinical manual offers easy–to–follow instruction on removable partial dentures, thoroughly outlining this technique in a practical format. Aimed at the new dental professional, Removable Partial Dentures provides key information for general dentists and prosthodontists.

Key Features

* Demystifies the clinical practice of removable partial prostheses
* Systematic, practical instruction on diagnosis, treatment planning, and manufacture of RPDs
* Specifically tailored to practicing dentists
* Highlights useful literature and explains biological principles  

Removable Partial Dentures: A Clinician's Guide (Restorative Dentistry)

Wiley-Blackwell | 2009-09-28 | ISBN: 0813817064 | 272 pages | PDF | 18 MB
From the Back Cover Removable Partial Dentures: A Clinician′s Guide is a highly practical step–by–step guide for the diagnosis, treatment planning, and manufacture of removable partial prostheses. Through its systematic approach, the book demystifies the clinical practice of these procedures, providing the practitioner with essential information on this common modality for partially edentulous patients. Evidence–based in its approach, Removable Partial Dentures also highlights useful literature and explains the

A Color Handbook of Oral Medicine

This highly illustrated handbook uses a symptom-based approach to assist the clinician in the diagnosis and management of those conditions that fall into the specialty of oral medicine. Dealing first with normal anatomy, physical examination and investigation - particularly lesional biopsy, haematological assessment and microbiological sampling - the authors cover all areas of those diseases, local and systemic, that manifest themselves in the lips and mouth. Conditions are grouped under their principal presenting sign - blistering, white patches, red patches, swelling, pigmentation, pain, dry mouth, altered taste and halitosis. With 260 brilliant color photographs illustrating each disease, this is the perfect text to consult for accurate diagnosis and treatment strategies. A comprehensive and practical guide to the management and treatment of oral problems, this handbook will be of value to professionals and trainees in medicine, pathology and dentistry.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Pageviews

free counters

Share it