Aankhain Bheeg Jati Hain Download Urdu Poetry Book by Wasi Shah, Wasi
Shah is young pakistani romantic poet. Poeple search Wasi Shah Poetry
or Wasi Shah Shayari to read Wasi Shah Shayari. Wasi Shah Poetry is
truely loved by urdu readers all over the world. Wasi Shah has wrote so
many poetry books, some of them are Mere Ho Ke Raho and Malangni. We
also have full collection of Wasi Shah Books for you to read online.
Download in PDF Urdu online Urdu Novel Book library Free Books. Famous
Urdu literary books are here in PDF file format. Anybody can download
them absolutely FREE, All the books posted here are just for educational
purposes only. If you like the books please support the writers/poets
and buy the Original hard copies. Samundar may utarta hon to aankhain
bheeg jati hain tre aankhon ko parhta hon to aankhain bheeg jati hain
tumhara nam likhnay ke ijazat chin gai jub say koi bhe lafz likhta hon
to aankhain bheeg jati hain tery yadon ke khushbo khirkyun may raqs
karti hay teray ghum may sulagta hon to aankhain bheeg jati hain may
huns kar jhail leta hon judai ke subhi rusmain gulay jub us k lagta hon
to aankhain bheeg jati hain na janay ho gya hon isqadar hassa may kub
say kisi say bat karta hon to aankhain bheeg jati hain wo sub guzray
huay lumhat kujh ko yaad aatay hain tumharay khut jo parhta hon to
aankhain bheeg jati hain may sara din bohot musroof rehta hon megar
junhi qudam chokhat pay rakhta hon to aankhain bheeg jati hain her ik
muflis k mathay pay alum ke dastanain hain koi chehra bhe parhta hon to
aankhain bheeg jati hain bray logon k oonchay budnuma aur sard mehlon
ko ghareeb aankhon say takta hon to aankhain bheeg jati hain teray
koochay say ab mera tauluq wajbi sa hay mugar jub bhe guzarta hon to
aankhain bheeg jati hain huzaron moosmoon ke hukmrani hay meray dil per
"wasi" may jub bhe hunsta hon to aankhain bheeg jati hain